Showing posts with label Poetry. Show all posts
Showing posts with label Poetry. Show all posts

Thursday, December 1, 2016

POET OF THE DAY BY SOMEONE


سنڌ تُنهنجي مٽي... سنڌ تُنهنجي مٽي, SINDH CULTUTE
















پاڪ پوتر ڀري ٻڪ ڏيندي مِٽي
مون اکين تي رکي سنڌ تُنهنجي مٽي
                      سنڌ تُنهنجي مٽي... سنڌ تُنهنجي مٽي                     
تنهنجو ڪوئي بدل، تنهنجو ثاني نه ڪو
پاڻ ڄاڻون نه ٻِي، ڳالهه ڄاڻون نه ٻِي
سنڌ تُنهنجي مٽي... سنڌ تُنهنجي مٽي

اولڙا اجرڪن جا ٿا مُرڪن جتي
محبتن جا ٿا جگنو پيا هِرڪن جتي
شل! هميشه لئه ٿئي ڪا، هي نفرت مُڏي!
سنڌ تُنهنجي مٽي... سنڌ تُنهنجي مٽي

تنهنجي ٿر ۽ جبل تي جو وسڪار ٿئي
ڏيهه ساري ۾ ڪيڏي ٿي مهڪار ٿئي
ڪين ڪٽبي ڪڏهن چاندني جان چِٽي
سنڌ تُنهنجي مٽي... سنڌ تُنهنجي مٽي

پائين ٽوپي يا ڏين ٿو تون پٽڪي کي ور
سونهن تنهنجي سان نکريو پوي ٿو ننگر
مَن مُنهنجي ۾ پائي ٿي جهمريون خوشي
سنڌ تُنهنجي مٽي... سنڌ تُنهنجي مٽي

شال موئن دڙي کي جواني اچي
تنهنجي مهراڻ ۾ ڪا رواني اچي
ڪري آجيان کيتن جي خوشبو اچي
سنڌ تُنهنجي مٽي... سنڌ تُنهنجي مٽي

توکي ڏسندي اکين جا ڇپر ٿا ٺرن
لکَي ’منٺار‘ تولئه اکر ٿا ٺرن،
سِڪ مارن کي تنهنجي امڙ آ سچي.
سنڌ تُنهنجي مٽي... سنڌ تُنهنجي مٽي
TAKEN FROM KAWISH NEWS 1.12.2016

Saturday, October 25, 2014

Kuch Huwa jurm Mere ishq Talabgar Se Bhi. PAREEN SHAKIR

>_Ghaza£_<

Kuch Huwa jurm Mere ishq Talabgar Se Bhi.


Kuch Huwa jurm Mere ishq Talabgar Se Bhi.
Dil Se Bhi Bhool Hoi Chashm e Gunahgar Se Bhi.
Hum Naa Choren Ge Faqat Tere Taghaful Se ye Shehr.
Kuch To Rishta Hai Tere koocha o Diwar Se Bhi.
Maqtalon Ne Bhi Gawahi Di Hamari Ab To.
Khoon ka Rang Mila lab Se Bhi Rukhsar Se Bhi.
Na Meri Baat Suni or Na kahani Samjhi..
Tu Ne Muon Phair liya Gham Se Bhi Ghamkhwar Se Bhi.
Tol kr Meri Wafa kehne lage Ahista.
Ye To mil jayegi Shayid Hamain Bazar Se Bhi.
Is Iiye Hum Ne
"Aadi"
Dil Me Chupaye Hain Hunar.
Log Fun Cheen k le jate Hain Fankar Se Bhi.

Monday, September 15, 2014

Parveen Shakir

FAASLE
Pehle khatt roz likha karte the
Doosre Teesre ' TUM phone b kar lete the
Aur Ab ye ' K Tumhari khabren
Sirf Akhbaar se mil paati hain..!!
فاصلے
پہلے خط روز لکھا کرتے تھے
دوسرے تیسرے ، تم فون بھی کر لیتے تھے
اور اب یہ ، کہ تمھاری خبریں
صرف اخبار سے مل پاتی ہیں !
Parveen Shakir

Saturday, September 13, 2014

PARVEEN SHAKIRS POETRY








PARVEEN SHAKIR

Phir pukaara hai muhabbat ne humein kya keejay
Dee sada husn ki jannat ne humein kya keejay
Jis ke saaye se bhi aksar humein dar lagta thaa
Choo liya phir ussi hasrat ne humein kya keejay

Hum ne jazbaat se daaman ko bacha rakha hai
Raakh ke dhair mein shouloon ko daba rakha hai...

Raas aaye na kabhi pyar ke halaat humein
Dil ki is khail mein har baar huwi maat humein
Kya kahenge kahaan jaayenge kidhar jaayenge
De gaee jab bhi zara dard yeh mulaqaat humein

Bas issi soch ne deewaana bana rakha hai
Raakh ke dhair mein shouloon ko daba rakha hai...

Hum ne socha tu bahut kuch thaa huwa kuch bhi nahee
Dil tu be-taab thaa dilbar ne kaha kuch bhi nahee
Khud se shikwa hai humein hum bhi tu kuch keh na sake
Un ki yaadoon ki qasam un se gilla kuch bhi nahee

Sharm ka pardah nigahoon mein rakha hai
Raakh ke dhair mein shouloon ko daba rakha hai...

Hogaee un se muhabbat ki hansi bahut huwi
Aisa lagta hai ke weerane mein barsaat huwi
Apne hi aap se anjaan bane phirtay thay
Un se mil kar hi kaheen khud se mulaqaat huwi

Warne hum ne tu yunhi khud ko bhula rakha thaa
Raakh ke dhair mein shouloon ko daba rakha hai...

Hum ne jo khwaab sajaaye woh humein maar gaye
Hum ne is paar rahe aur na us paar gaye
Bad-naseebi ka yeh aalam na kisi per guzray
Do qadam per hi thee manzil per qadam haar gaye

PARVEEN SHAKIR



When you look at various woman